menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Dil Ka Bhola Hai

Shyama/DJ Chinohuatong
porsc9691huatong
가사
기록
Dil ka bhola hai tabiyet ka bada hai sada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Dil ka bhola hai tabiyet ka bada hai sada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Dil ka bhola hai tabiyet ka bada hai sada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Jab wo chalta hai to seene me jhamak hoti hai

Baat karta hai to shehnaayi si baj uthati hai

Ek najar dekh le jisko wo wahi tham jaye

Uski aankho mein qayamat ki ada hoti

Uski tarif

Uski tarif haqikat se hui kuch jyada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Haanwadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Uski tasveer banane ko mussabeer

Uspe likhne ko gazal waqt ka shayer soche

Uski magaroor jawaani ke liye dariya kya

Shor karti hui maujon ka samandar soche

Jab bhi milta hai

Jab bhi milta hai to khulta hai wo aadha aadha

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Haanwadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Mere mehmaan mujhe koi nishani deja

Jo kabhi khatm na ho aisi kahaani deja

Sari duniya se tere pyar mein takrane ko

Mujheko bahte huye dariya ki rawani deja

Umra bhar sath

Umra bhar sath nibhaungi mera hai wada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Dil ka bhola hai tabiyet ka bada hai sada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Howadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Wadi-e-ishq se aaya hai mera shehzada

Shyama/DJ Chino의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용