Ki: sun ja aa thandi hawa
La: aaha tham ja ai kaali ghata
Ki: aaha sun ja aa thandi hawa
La: aaha tham ja ai kaali ghata
Ki: kuch pyaari-pyaari baaten hamaari
aa jaate-jaate tu bhi sun ja
La: sun ja aa thandi hawa
Ki: aaha tham ja ai kaali ghata
La: are kuch pyaari-pyaari baaten hamaari
aa jaate-jaate tu bhi sun ja
Ki: sun ja aa thandi hawa
La: aaha tham ja ai kaali ghata
Ki: ham aaj dono akele hain sun baavari
yu hi shor machaana na tu..
La: aa.. jo neend aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein
to zindagi bhar jagaana na tu (x2)
Ki: dheere-dhiire haule-haule
La: man ki kahaani aa ri dewaani
chhupate-chhupaate tu bhi sun ja
Ki: sun ja aa thandi hawa
La: aaha tham ja ai kaali ghata
La: par yaad rakhana ye baatein
kisi aur se ja ke bairan tu kahana nahi
Ki: nainon mein nindiya nahi aaj bas
aaj hamare jiya mein bhi chaina nahi
La: chori-chori chupake-chupake
Ki: ek doosare se ham jo kahenge
hansate-hansaate tu bhi sun ja
La: sun ja aa thandi hawa
Ki: aaha tham ja ai kaali ghata
La: badal se hai prem tera us roj
parvat se milne ko jaati hai tu..
Ki: ho.. karke sajan se milan us roj ae pawan
jis tarah jhumti gaati aati hai tu (x2)
La: kuch aisa haal hai mera
Ki: sunte hai saare mast nazare
chalte chalate tu bhi sun ja
La: sun ja aa thandi hawa
Ki: aaha tham ja ai kaali ghata
La:Ki: are kuch pyaari-pyaari baaten hamaari
aa jaate-jaate tu bhi sun ja
Ki: sun ja aa thandi hawa
La: aaha tham ja ai kaali