menu-iconlogo
logo

Hadh Se Jyada Sanam

logo
가사
F aaaaaa...aaaaa...aaaaa

M chaahta hoon tujhe

Sochta hoon tujhe

Chaahta hoon tujhe, sochta hoon tujhe

Har lamha har jagaa, dekhta hoon tujhe

Tune mujhko yun, beqaarar kiya

Beqaraar kiya, beqaraar kiya

Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

F chaahti hoon tujhe, sochti hoon tujhe

Har lamha har jagaa, dekhti hoon tujhe

Tune mujhko yun, beqaraar kiya

Beqaraar kiya, beqaraar kiya

Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

M na samjha na jaana, kyun huwa diwaana

Teri dhun mein jaanam

Khud se hoon begaana

Na samjha na jaana, kyun huwa diwaana

Teri dhun mein jaanam

Khud se hoon begaana

Khud se hoon begaana

Tera khwaabon mein, deedaar kiya

Tera khwaabon mein, deedaar kiya

Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

F teri yaad aaye, ab raha na jaaye

Khayaalon mein mere, tuhi muskuraaye

Hoo teri yaad aaye, ab raha na jaaye

Khayaalon mein mere, tuhi muskuraaye

Tuhi muskuraaye

Pal pal tera, intezaar kiya

Pal pal tera, intezaar kiya

Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

M chaahta hoon tujhe, sochta hoon tujhe

F har lamha har jagaa,dekhti hoon tujhe

M tune mujhko yun, beqaarar kiya

F beqaraar kiya, beqaraar kiya

M hadd se zyaada sanam

Tujhse pyaar kiya

Tujhse pyaar kiya

Hadh Se Jyada Sanam - Sonu Nigam/Shreya Ghoshal - 가사 & 커버