Jalito bujhi na,kasam se koyla ho gai ha
Lagi hai bujhe na,
kasam se tauba ho gai ha (2)
Mila na koyi aisa mere sapnon ke jaisa
Mila na koyi aisa mere sapnon ke jaisa
Chhan ke mohalla sara dekh liya
Jawaani chadti jaaye,
karega kaun upaaye
Jawaani chadti jaaye,
karega kaun upaaye
Chhan ke mohalla sara dekh liya
Jalito bujhi na,kasam se koyla ho gai ha
Lagi hai bujhe na,
kasam se tauba ho gai ha (2)
Pyar ki hera pheri karke
meri saans chura le
Ya mere dil ki basti naino se loot le
Dekh ke woh albela mujhe
akela apna bana le
Ho gayi neendein sasti naino se loot le
Pyar ki hera pheri karke
meri saans chura le
Ya mere dil ki basti naino se loot le
Dekh ke woh albela mujhe
akela apna bana le
Ho gayi neendein sasti naino se loot le
Hai aisa kaun bata de jo
maan ki pyaas bujha de
Hai aisa kaun bata de jo
maan ki pyaas bujha de
Chhan ke mohalla sara dekh liya
Jalito bujhi na,kasam se koyla ho gai ha
Lagi hai bujhe na,
kasam se tauba ho gai ha (2)
Dor se kati patangi,
main satrangi aaj huyi hu
Kyun bala bas na mera apne pe hi chale
Ram yeh kaisi maya,
gori kaya aag hui hai
Kyun bala tan yeh mera
pani mein bhi jale
Dor se kati patangi,
main satrangi aaj huyi hu
Kyun bala bas na mera apne pe hi chale
Ram yeh kaisi maya,
gori kaya aag hui hai
Kyun bala tan yeh mera
pani mein bhi jale
Ram Ji rog mita do, vaid ka pata bata do
Ram Ji rog mita do, vaid ka pata bata do
Chhan ke mohalla sara dekh liya
Jawaani chadti jaaye, karega kaun upaaye
Chhan ke mohalla sara dekh liya
Jalito bujhi na,kasam se koyla ho gai ha
Lagi hai bujhe na,
kasam se tauba ho gai ha (2)