menu-iconlogo
logo

Bairi Nirmohiya

logo
가사
Peer nahi jane Haye

Kare woh bahane

Meri peer nahi jane

Nit kare wo bahane

Sooni dehari pe nain main dharun

Bairi nirmohiya se jiyara lagay ke

Khud hi tadapti firoon

Bairi nirmohiya se jiyara lagay ke

Khud hi tadapti firoon

Haye Khud hi tadapti firoon

Rama wo to bada harjai nikla

Preet ki again se bhi wo na pighla

Rama wo to bada harjai nikla

Preet ki again se bhi wo na pighla

Pattharon sa paya hai kaleja usne

Rituyen badal gayi wo na badla

Palken bichhaun

Haye wari wari jaun

Main to palken bichhaun

Rama wari wari jaun

Aur kaun sa jatan main karun

Bairi nirmohiya se jiyara lagay ke

Khud hi tadapti firoon

Bairi nirmohiya se jiyara lagay ke

Khud hi tadapti firoon

Haye Khud hi tadapti firoon

Aise wo gujar jaye dil par se

Badara jyun ud jaye bin barse

Aise wo gujar jaye dil par se

Badara jyun ud jaye bin barse

Ratti bhar bhi na kare paravaah kabhi

Pyasi dharti sa Mera Mann tarse

Mehandi na bhaye

Haye choodiyan chidhaaye

Mohe mehandi na bhaiye

Rama choodiyan chidhaaye

Main toh biraha ki dhooni me jaroon

Bairi nirmohiya se jiyara lagay ke

Khud hi tadapti firoon

Bairi nirmohiya se jiyara lagay ke

Khud hi tadapti firoon

Haye Khud hi tadapti firoon