Ae mereeee
Humsafar
Ik zara intzaar
sun sadaein
De rahi hain
manzil pyaar ki
Ae mereeee
Humsafar
Ik zara intzaar
sun sadaein
De rahi hain
Interlude
Interlude
Ab hai judaai ka mausam
do pal ka mehmaan
kaise na jayega andhera
kyun na thamega toofaan
Ab hai judaai ka mausam
do pal ka mehmaan
kaise na jayega andhera
kyun na thamega toofaan
kaise na milegi
manzil pyaar ki
Ae mere
Humsafar
ik zara intzaar
sun sadaen de rahi hain
Manzil pyaar ki
Interlude
Pyaar ne jahan pe rakkha hai
jhoom ke kadam ik baar
vahin se khula hai koi rasta
vahin se giri hai deewar
Pyaar ne jahan pe rakkha hai
jhoom ke kadam ik baar
vahin se khula hai ek rasta
vahin se giri hai deewar
Roke kab ruki hai
manzil pyaar ki
Ae mereeee
Humsafar
Ik zara intzaar
sun sadaein
De rahi hain
manzil pyaar ki
Ae mereeee
Humsafar
Ik zara intzaar
sun sadaein
De rahi hain