Teri bewafai ko bhulana sakenge
Chahein bhi to kabhi muskura naa sakenge
Tujh ko to mil gaya yaar apna
Apna kisi ko hum bana naa sakenge
Roti rahengi, meri wafayen
Aati rahegi, dil se pukar
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Teri bewafai ko bhulana sakenge
Chahein bhi to kabhi muskura naa sakenge
Tujh ko to mil gaya yaar apna
Apna kisi ko hum bana naa sakenge
Roti rahengi, meri wafayen
Aati rahegi, dil se pukar
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Teri meri yaari thi purani sanam
Tu hi to tha meri zindagani sanam
Meri wafa ko ker ke begana
Aur kisi ko kyun apna mana
Tune to ik din mujhse hi pyaar kiya tha
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Khwabon ki chitae hai sulagti hui
Uspe ye teri yaade dasti hui
Gam ka andhera khusiyon pe chaya
Tune sitam wo iss dil pe dhaya
Maine wafa pe teri
kitna aitbaar kiya tha
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Teri bewafai ko bhulana sakenge
Chahein bhi to kabhi muskura naa sakenge
Tujh ko to mil gaya yaar apna
Apna kisi ko hum bana naa sakenge
Roti rahengi, meri wafayen
Aati rahegi, dil se pukar
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Teri bewafai ko bhulana sakenge
Chahein bhi to kabhi muskura naa sakenge
Tujh ko to mil gaya yaar apna
Apna kisi ko hum bana naa sakenge
Roti rahengi, meri wafayen
Aati rahegi, dil se pukar
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna