afsaana likh rahi hoon
afsaana likh rahi hoon
dil e beqaraar kaa
aankhon mein rang bhar ke
tere intazaar kaa
afasaanaa likh rahi hoon
jab tu nahin toh kuchch bhi
nahin hai bahaar mein
nahin hai bahaar mein
jab tu nahin to kuchch bhi
nahin hai bahaar mein
nahin hai bahaar mein
jee chaahtaa hai munh bhi
jee chaahtaa hai munh bhi
na dekhun bahaar kaa
aankhon mein rang bhar ke
tere intazaar kaa
afsaanaa likh rahi hoon
haasil hain yoon to mujhko
zamaane ki daulaten
zamaane ki daulaten
haasil hain yoon to mujhko
zamaane ki daulaten
zamaane ki daulaten
lekin naseeb laayi
lekin naseeb laayi hoon
ik sogwaar kaa
aankhon mein rang bhar ke
tere intazaar kaa
afsaanaa likh rahi hoon
aajaa ki ab to aankh mein
aansoo bhi aa gaye
aansoo bhi aa gaye
aajaa ki ab to aankh mein
aansoo bhi aa gaye
aansoo bhi aa gaye
saagar chhalak uthaa
saagar chhalak uthaa
mere sabr o qaraar kaa
aankhon mein rang bhar
ke tere intazaar kaa
afsaanaa likh rahi hoon