menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록

Ahh .........

Tum paas aaye

yun muskuraye

Tum paas aaye

yun muskuraye

Tumne na jaane kya

sapne dikhaye

Tum paas aaye

yun muskuraye

Tumne na jaane kya

sapne dikhaye

Ab to mera dil

jaage na sota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Tum paas aaye

yun muskuraye

Tumne na jaane kya

sapne dikhaye

Ab to mera dil

jaage na sota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Na jaane kaisa ehsaas hai

Bujhti nahin hai

kya pyaas hai

Kya nasha is pyaar ka

Mujhpe sanam

chhane laga

Koi na jaane

kyon chain khota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Heyy... Heyy...

Hmm... Hmmm...

Ahaa.......

Ahhh....

Kya rang laayi meri dua

Yeh ishq jaane kaise hua

Bechainiyon mein chain

Na jaane kyon aane laga

Tanhayi mein dil

yaadein sanjota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Tum paas aaye

yun muskuraye

Tumne na jaane kya

sapne dikhaye

Tum paas aaye

yun muskuraye

Tumne na jaane kya

sapne dikhaye

Ab to mera dil,

jaage na sota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Kya karun haaye

kuch kuch hota hai

Udit Narayan/Alka Yagnik의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Tum Paas Aaye - Udit Narayan/Alka Yagnik - 가사 & 커버