menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Achchi Lagti Ho Kuch Naa Kaho

Udit Narayan/kavita krishnamurtyhuatong
piedrahitahuatong
가사
기록

Mujhe tum chupke chupke

jab aise dekhti ho

Achchi lagti ho

Kabhi zulfon se, kabhi

aanchal se jab khelti ho

Achchi lagti ho

Mujhe dekhke jab tum yun

thandi aahein bharte ho

Achche lagti ho

Mujhko jab lagta hai tum

mujh par hi marte ho

Achche lagti ho

Tum mein ae meherbaan

saari hai khoobiyan

Bholaapan, saadgi, dilkashi, taazgi

Dilkashi tumse hai, taazgi tumse hai

Tum hue humnashen, ho gayi main haseen

Rang tumse mile hai saare

Taaref jo sunke tum aise sharma jaati ho

Achchi lagti ho

Kabhi hans deti ho aur

kabhi itra jaati ho

Achchi lagti ho

Mujhe dekhke jab tum yun

thandi aahein bharte ho

Achche lagti ho

Khoye se tum ho kyun?

Soch mein gum ho kyun?

Baat jo dil mein ho,

keh bhi do, keh bhi do

Sochta hoon ke main,

kya pukaaroon tumhe?

Dilnasheen, naazneen, maahroo, mahjabeen

Yeh sab hai naam tumhaare

Mere itne saare naam hai

jab tum yeh kehte ho

Achche lagti ho

Mere pyaar mein jab tum

khoye khoye se rehte ho

Achche lagti ho

Mujhe tum chupke chupke

jab aise dekhti ho

Achchi lagti ho

Kabhi zulfon se, kabhi

aanchal se jab khelti ho

Achchi lagti ho

Achche lagti ho

Achchi lagti ho

Achche lagti ho

Achchi lagti ho

Achche lagti ho

Udit Narayan/kavita krishnamurty의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Achchi Lagti Ho Kuch Naa Kaho - Udit Narayan/kavita krishnamurty - 가사 & 커버