menu-iconlogo
logo

Kisi Din Banoongi Main

logo
avatar
Udit Narayan/Shreya Ghoshallogo
👑𝄟≛⃝ᴄ͢͢͢ʀɪᴍɪɴᴀʟ𓆩S𓆪ꪾlogo
앱에서 노래 부르기
가사
Kisi din banoongi main raja ki rani

Zara phir se kehna

Kisi din banoongi main raja ki rani

Zara phir se kehna

Badi dilrooba hai yeh saari kahaani

Zara phir se kehna

Abhi to mile ho, abhi tum na jaana

Ke dil ban gaya hai tumhaara deewaana

Ho, zara phir se kehna

Kisi din banoongi main raja ki rani

Zara phir se kehna

teri kamaal kar gayi

Uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi

Jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gayi

Uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi

Meri jawaan dhadkanon

mein teri pyaas thi

Laga yeh tujhko dekhke teri talaash thi

Tasveer teri dilbar

main dil mein utaaroonga

Uljhe uljhe tere

geshuon ko sanwaaroonga

Zara phir se kehna

Kisi din banegi tu raja ki rani

Zara phir se kehna

Badi dilrooba hai yeh saari kahaani

Zara phir se kehna

Abhi to mile ho, abhi tum na jaana

Ke main ban gaya hoon tumhaara deewaana

Zara phir se kehna

Kisi din banoongi main raja ki rani

Zara phir se kehna

Tu phool hai chaman ka main

kali bahaar ki

Mere labon pe likh de daastaan pyaar ki

Tu phool hai chaman ka main

kali bahaar ki

Mere labon pe likh de daastaan pyaar ki

Tu ishq ki zubaan husn ka bayaan hai

Tu jaan nasheen jaane jaan,

tu meri jaan hai

Taareef na kar itni,

main hosh gawa baithoon

Aisa na ho chaahat mein,

duniya ko bhoola baithoon

Zara phir se kehna

Kisi din banoongi main raja ki rani

Zara phir se kehna

Badi dilrooba hai yeh saari kahaani

Zara phir se kehna

Mm hm hm hm hm, la la la la la la

Zara phir se kehna

Hm hm hm hm hm hm, la la la la la la

Zara phir se kehna

Kisi Din Banoongi Main - Udit Narayan/Shreya Ghoshal - 가사 & 커버