Mohabbat kee nahin jaatee, mohabbat ho jaatee hai
Mere yaar, o, mere yaar
Mohabbat kee nahin jaatee, mohabbat ho jaatee hai
Mere yaar, o, mere yaar
Sunaa hai maine, sunaa hai tune
Yahi kehthe hain zamaane waale
Sharaarat kee nahin jaatee, sharaarat ho jaatee hai
Mere yaar, mere yaar

Kabhi jor dil pe to chalta nahin
Koyi jaan ke naa deewaanaa bane
Kabhi jor dil pe to chalta nahin
Koyi jaan ke naa deewaanaa bane
Mohabbat ka toofaan rukta nahin
Bhale lakh dushman zamana bane
Bhale lakh dushman zamana bane
Baghaavat kee nahin jaatee, baghaavat ho jaatee hai
Mere yaar, o, mere yaar
Sharaarat kee nahin jaatee, sharaarat ho jaatee hai
Mere yaar, o, mere yaar
Sunaa hai maine, sunaa hai tune
Yahi kehthe hain zamaane waale
Mohabbat kee nahin jaatee, mohabbat ho jaatee hai
Mere yaar, o, mere yaar
Muje neend aayi nahin raat-bhar
Main bistar pe karavat badalati rahee
Muje neend aayi nahin raat-bhar
Main bistar pe karavat badalati rahee
Tere khwaab mujko jagaate rahe
Meri har tamanna machaltee rahee
Meri har tamanna machaltee rahee
Ye haalat kee nahin jaatee, ye haalat ho jaatee hai