[m] Aa ke bharlo, bazuo mein
Tumko hai kasam,
Jaan meri, jaa rahi, sanam,
Jaan meri, jaa rahi, sanam
[m] Aa ke bharlo, bazuo mein
Tumko hai kasam,
Jaan meri, jaa rahi, sanam,
Hoo..
Jaan meri, jaa rahi sanam
[f] Hmmmm...
Aa ke bharlo, bazuon mein
Tumko hai kasam,
Jaan meri, jaa rahi sanam
[m] Kya mohabbat hai
[f] hm...
[m] Kya nazaara hai
[f] hm...
[m] Kal talak ye dil tha mera
Ab tumhara hai
[f] Kya tamanna hai,
Kya ishara hai,
Hamne to pal pal tadap ke,
Pal guzaara hai,
Ho..hamne to pal pal tadap ke
Pal guzaara hai ho....
[m] Dekho dekho..
Dekho dekho ab karo na,
mujhpe yu sitam..
Jaan meri, jaa rahi..sanam
Ho..jaan meri jaa rahi..sanam
[f] Ha....
Aa ke bharlo bazuo mein
Tumko hai kasam,
Jaan meri, jaa rahi sanam
[f] Kya ladakpan hai,
[m] Hmm..
[f] Kya jawaani hai,
[m] Hmm..ho..
[f] Ab tumhare naam saari,
zindagani hai..
[m] Kya haqeeqat hai,
Kya kahaani hai,,
Saamne mere mere,
sapno ki rani hai,
Hoo..saamne mere mere,
sapno ki rani hai...
[f] Ab saha na,
Ab saha na, jaaye mujhse,
Doori ka ye gham,
Jaan meri, jaa rahi sanam
Hoo...
jaan meri jaa rahi sanam
[m] Hoo..
Aa ke bharloo bazuon mein
Tumko hai kasam
[f] Jaan meri, jaa rahi sanam
[m] Jaan meri, jaa rahi sanam
[all] Jaan meri,