Tu mujhe jaan se bhi pyara hai
Tere bin suna jag sara hai
Dil se dil .. mil gaya ..
Main teri ho gayi .. tu mera ho ja
Main teri ho gayi
Pyar karna to jaruri hai
Jindagi warna adhuri hai
Ab mera .. kya raha ...
Dil bhi hai tera .. jaan bhi teri
Dil bhi hai tera..
Tujhe hai kasam,chahe jo bhi ho
dil mera todega nahi
Bhule se kabhi.. ek pal bhi
Sath mera chodega nahi
Tujhe hai kasam,chahe jo bhi ho
Dil mera todega nahi
Bhule se kabhi.. ek pal bhi
Sath mera chodega nahi
Mai to hamesha teri rahungi 2
Pyar karna to jaruri hai
Jindagi warna adhuri hai
Ab mera .. kya raha..
Dil bhi hai tera .. jaan bhi teri
Dil bhi hai tera
Jiwan ka , har ek pal
Tujh pe nisar karunga
Jitna koi, kar na sake
Itna mein pyar karunga
Jiwan ka, har ek pal
Tujh pe nisar karunga
Jitna koi, kar na sake
Itna mein pyar karunga
Phir tu kahegi ab chhodo bhi 2
Tu mujhe jaan se bhi pyara hai
Tere bin suna jag sara hai
Dil se dil .. mil gaya ..
Main teri ho gayi tu mera ho ja
Main teri ho gayi ..
Pyar karna to jaruri hai
Jindagi warna adhuri hai
Ab mera .. kya raha ..
Dil bhi hai tera .. jaan bhi teri .,
Dil bhi hai tera