๐๐๐๐คฒ๐คฒ๐คฒ๐๐๐
Ya Ali
Rehem Ali
Ya Ali
Yaar pay qurban hai sabhi
Ya Ali madad Ali
Ya Ali yeh meri jaan yeh zindagi
Ishq pay haan
Mita du Luta du mai apni khudi
Yaar pay haan
Luta du mita du mai yeh hasti
Yaa Ali rehem Ali
Yaa Ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya Ali madad Ali
Yaa Ali yeh meri jaan yeh zindagi
Mujhay kuch pal dai qurbat kay
faqeer hum teri chahat kay
Rahey baychain dil kub tak milay
kuch pal tou rahat kay
Chahat pay ishq pay haan mita du
luta du mai apni khudi
Yaar pay haan luta du
mita du maiyeh hasti
Ya Ali rehem Ali
Ya Ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya Ali madad Ali
Ya Ali yeh meri jaan yeh zindagi
Bina teray na ek pal ho na bin teray
kabhi kal ho
Yeh dil ban jai pathar ka na is mai koi
hal chal ho
Sanam pay haan ishq pay haan mita
du luta du mai apni khudi
Qasam say haan luta du mita du mai
yeh hasti
Ya Ali rehem Ali
Ya Ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya Ali maddad Ali
Ya Ali yeh meri jaan yeh zindagi
๐บ๐บ๐บ
Singing By:๐ธRockstar Boss Mohim.
๐ธTrack arranged & uploaded by ๐ธ
๐ผUSHNOTA๐ผ