Aa pyar dil mein jaga
Aa dhadkano mein sama
Aa pyar dil mein jaga
Aa dhadkano mein sama
Tujh ko qasam meri jana
Aa ke na phir duur jana
Aa pyar dil mein jaga
Aa dhadkano mein sama
Weeran meri zindagi mein
Yeh din bhi dekho hai aaya
Haan weeran meri zindagi mein
Yeh din bhi dekho hai aaya
Khusboo hi khushboo hai uski
Dil mein nasha sa hai chaya
Aa sathi mere tu aa
Aa dhadkano mein sama
Tujh ko qasam meri jana
Aa ke na phir duur jana
Aa pyar dil meiN jaga...
Ab raat din bhi hai mera
Ab chaand suraj hai mera
Haan ab raat din bhi hai mera
Ab chaand suraj hai mera
Shehnaiyan baj rahi hain
Betabiyan badh rahi hain
Aa meri sunn aur suna
Aa dhadkano mein sama
Tujh ko qasam meri jana
Aa ke na phir duur jana
Aa pyar dil mein jaga
Aa dhadkano mein sama