menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

dhadkanein meriii

Yaseer Desai/Asees Kaurhuatong
❤️Sushii❤️huatong
가사
기록
-------------------------

Yeh jo mujhpe hua hai tera hi karam

Ban gaya tu meri chahaton ka haram x (2)

Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam

Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam

Rakh lena meri khwahishon ka bharam

Tujhko paane ko machle yeh dil hardam

Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam x (5)

Meri aankhon ko khwabon se bhar de zara

Apne lamhe mere naam kar de zara x (2)

Thehre thehre se hain raaste inn dinon

Besafar hoon mujhe bhi safar de zara

Besafar hoon mujhe bhi safar de zara

Bin tere hoti hai meri palkein yeh nam

Meri bechiniyan aake kar de tu kam

Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam x (2)

Zindagi ko bohat hai zarurat teri

Pad gayi hai isse ab to aadat teri x (2)

Mere ehsaas pe kar zara baarishein

Mujhko rehti hai har pal shiddat teri

Mujhko rehti hai har pal shiddat teri

Mera tere liye hi hua hai janam

Ab teri taraf hi uthenge kadam

Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam x (2)

have a great day - sushi :)

Yaseer Desai/Asees Kaur의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용