menu-iconlogo
logo

aisey jeetay

logo
가사
Dikh rahay hain

Tujh pe

Beetay huay ghum

Sab keh rahay hain

Teray

Guzaray huay kal

Aansoun main

Aisey

Dhaltay jaien hum

Bederion main

Kiun hain

Bandhay huay pal

Nazaron main

Gir rahay hain

Bederion main kyun

Jee rahay hain

Nazaron main

Gir rahay hain

Jeetay jee kiun martay

Puray houkay bhi

Na mukamal

Aise kiun hain jeetay

Iss dhuaye main

Sans latay

Dum ghutta jae

Lafz tmharay par

Lab humaray

Aise kiun hain jeetay

Ye gilay shikway bas ab bohat huay

Sila humein kya mila hum tou yahan bohat roye

Humne hosh khoya phir beejh boye

Hum pe ae baat tou zamana soye

Soye nae kabhi chain ki neend main

Raatay beeti baatay gintay

Ban'na hai kuch tou karein sabki mintein

Palkhein bhi beeghi kabhi aisey din thy

Aisa hai kiun

Invisible kaanton pe chalun yun

Invisible jail ki deewarein

Kisi kou ye ab tak dikha nae kiun

Phans gaye iss dunya main

Dunya ye dal dal

Ghaseetay ye kaanton pe

Jaisey main mal mal

Akhir main baatein ani meray sar par

Zikar mera chalta tou houga yahan ghar ghar

Gir gir uth gaye

Par mar mar ke jee rahi

Main jou bhi thy jazbat

Woh jazbat bhi pee rae

Main bas ab khamoshi aur dhundhla nazara hai

Zakhmon kou khud ke khud hi yahan si rae

Si liya hai mun kou maine

Kari haq ki baat tou lagay sabkou aag

Qalam jou uthaya maine

Hai qalam ka zor ab nae rukta hath

Ye gilay shikway bas ab bohat huay

Sila humein kya mila hum tou yahan bohat roye

Humne hosh khoya phir beejh boye

Hum pe ae baat tou zamana soye

Ye gilay shikway bas ab bohat huay

Sila humein kya mila hum tou yahan bohat roye

Humne hosh khoya phir beejh boye

Hum pe ae baat tou zamana soye

Nazaron main

Gir rahay hain

Bederion main kyun

Jee rahay hain

Nazaron main

Gir rahay hain

Jeetay jee kiun martay

Puray houkay bhi

Na mukamal

Aise kiun hain jeetay

Iss dhuaye main

Sans latay

Dum ghutta jae

Lafz tmharay par

Lab humaray

Aise kiun hain jeetay

Nazaron main

Gir rahay hain

Jeetay jee kiun martay

Puray houkay bhi

Na mukamal

Aise kiun hain jeetay

Iss dhuaye main

Sans latay

Dum ghutta jae

Lafz tmharay par

Lab humaray

Aise kiun hain jeetay

aisey jeetay - Zoha Zuberi/Eva B/Zahra Paracha - 가사 & 커버