tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
yeh rang saare hai bas tumhare
aur kya, aur kya, aur kya 2
tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
yeh rang saare hai bas tumhare
aur kya, aur kya , aur kya
eh hey hey, aah haa haaa 2
tum aaye ho to dekh lo
naya naya sa lage yeh jahaan ho..
aahh haa haa haan haan oh ho..
hasee hasee hai yeh zameen
dhula dhula sa hai yeh aasman
tum ho to hai yeh samaa
aur kya, aur kya, aur kya, aur kya..
dhadak raha hai dil mera
jhuki jhuki hai palkein yaha hoo
haan haan haa haaa, oh hoo
jo dil mein ho wo kehe vi do
ruki ruki si hai yeh daastan
jazbaat maage zubaan
aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
yeh rang saare hai bas tumhare
aur kya, aur kya, aur kya 3