jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
sang har shaks ne
sang har shaks ne
haathon mein utha rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
sang har shaks ne
sang har shaks ne
haathon mein utha rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
uske dil par bhi
kadi ishq mein guzri hogi
uske dil par bhi
uske dil par bhi
kadi ishq mein guzri hogi
uske dil par bhi
kadi ishq mein guzri hogi
naam jisne bhi
naam jisne bhi
muhabbat kaa sazaa rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
sang har shaks ne
sang har shaks ne
haathon mein utha rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
patharon aaj mere
sar pe baraste kyun hon
patharon aaaaaaaaaj mereeeeeee
pathaaaronnnnn aaaaaaaaaa
patharon aaj mere
sar pe baraste kyun hon
maine tumko bhi kabhi
maine tumko bhi kabhi
apna khuda rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
sang har shaks ne
sang har shaks ne
haathon mein utha rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
pee jaa aiyaam ki
talkhi ko bhi hans ke naasir
pee jaa aiyaam ki
pee jaaaaaaaaa peeee jaaaaaaa
pee jaaaaaa peeeeeeeeeeeeeeeeee
pee jaa aiyaam ki
talkhi ko bhi hans ke naasir
ghum ko sehne mein bhi
ghum ko sehne mein bhi
kudrat ne mazaa rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
sang har shaks ne
sang har shaks ne
haathon mein utha rakha hai
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai
bana rakha hai
bana rakha hai