Purani Jeans... aur Guitar
Mohalle ki vo chhat...
Aur mere yaar
Woh raato ko...Jaagnaa
Subah ghar jaana..
kood ke diwaar
Woh Cigarette Peena...
Gali Mei Jaake....
Woh karna danto ko
Ghadi ghadi saaf
Pahuchna college...hamesha late
Vo kahna sir ka...
get out from the class
Vo bahar jaake.. hamesha kahna
Yaha ka system.. hi hai kharaab
Vo jaake canteen me.. table bajake
Vo gaane gaana... yaaro ke saath
Bas yaadein.. yaadein...
yaadein rah jati hai
Kuch chhoti.. chhoti...
Baatein rah jati hai
Bas yaadein.. yaadein...
yaadein rah jati hai
Kuch chhoti.. chhoti...
Baatein rah jati hai
Bas yaadein..