menu-iconlogo
logo

Ami Je Tomar 3.0

logo
Lirik
Do dilon ki yeh prem kahaani

Le aayi, dekho, kahaan

In lakiron mein milna apna tha

Janmon pehle likha

Hamaare milan ko hain tarse jo naina

Inhein aaj na rokna

Judaa ab na honge, karo humse waada

Mera saath na chhodna

Tumhein aaj paayenge ya mar hi jaayenge

Yeh khwaab na todna

Mere dholna, sun mere pyaar ki dhun

Mere dholna, sun

Meri chaahatein toh fiza mein bahengi

Zinda rahengi hoke fana

Ta-na-na-na-tum

Ta-na-na-na-tum

Ta-na-na-na-tum

Ta-na-na-na-tum

Ta-na-de-re, ta-na-de-re, de-re-na

Ami je tomar

Shodhu je tomar

Ami je tomar

Tu jo nahin toh mera yeh mann hai banjar zameen

Sookhi ret jaisi hoon main, tu hai nami

Tu jo nahin toh mera yeh mann hai banjar zameen

Sookhi ret jaisi hoon main, tu hai nami

Khaamosh in khalaaon se tere sadaayein aati hain

Sajde mein sar jhukaaoon main, teri duaaein aati hain

Meri yeh zindagi kya hai, teri hi toh amaanat hai

Chaah kar bhi na bujhegi ab, janmon ki yeh jo chaahat hai

Oh, piya

Mere dholna, sun mere pyaar ki dhun

Mere dholna, sun

Meri chaahatein toh fiza mein bahengi

Zinda rahengi hoke fana

Ta-na-na-na-tum

Ta-na-na-na-tum

Ta-na-na-na-tum

Ta-na-na-na-tum

Ta-na-de-re, ta-na-de-re, de-re-na

Ami je tomar

Shodhu je tomar

Ami je tomar

Ami je tomar