Banke bihari ki dekh chahatha
Banke bihari ki dekh chahatha
Mere man hai gayo lata pata
Mere man hai gayo lata pata
Lata pata hi lata pata lata pata
Mere man hai gayo lata pata
Banke bihari ki dekh chahatha
Banke bihari ki dekh chahatha
Mere man hai gayo lata pata
Mor mukut shyamal tan dhari
Mor mukut shyamal tan dhari
Kar murli adhran saj pyari
Kar murli adhran saj pyari
Kamar me baandhe peela chatha
Mere man hai gayo lata pata Banke bihari ki dekh chahatha
Mere man hai gayo lata pata
Mere man hai gayo lata pata
Paniya bharan Yamuna tat aayi
Paniya bharan Yamuna tat aayi
Beech me mil gayi kishan kanahai
Beech me mil gayi kishan kanahai
Paniya bharan Yamuna tat aayi
Beech me mil gayi kishan kanahai
Tod diya hai pani ki ghata
Mere man hai gayo lata pata
Mere man hai gayo lata pata
Teri nazre lat ghungrali
Teri nazre lat ghungrali
Mar rahi mere dil pe katari
Mar rahi mere dil pe katari
Teri nazre lat ghungrali
Mar rahi mere dil pe katari
Shyam varan jaise kali ghata
Mere man hai gayo lata pata
Mere man hai gayo lata pata
Milte hai use bankey bihari
Milte hai use bankey bihari
Bankey bihari se hai bihari
Bankey bihari se hai bihari
Radhey jisne rata
Mere man hai gayo lata pata
Mere man hai gayo lata pata
Mere man hai gayo lata pata
Banke bihari ki dekh chahatha, dekh chahatha
Mere man hai gayo lata pata
Mere man hai gayo lata pata
Lata pata hi lata pata
Banke bihari ki dekh chahatha
Mere man hai gayo lata pata
Mere man hai gayo lata pata