menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Fateh Kar Fateh - From "Fateh"

Arijit Singh/Haroon-Gavinhuatong
obrienedhuatong
Lirik
Rakaman
Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Teri sarhad paar jo kar paaye

Aisa jigra koi hua nahi

Jis mein ek tu na shamil ho

Hoti koi aisi dua nahi

Sava lakh se ek hi lad jaaye

'Gar baat ho teri aan ki

Jo watan ke liye dhadakta hai

Uss dil ke har armaan ki

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Teri chaukhat mera dar hai

Tujh pe vaara yeh sar hai

Tu hi jannat meri, tu mera ghar hai

Maathe ka chandan tu hai

Wassda mere lahu-lahu hai

Tu hi hai mannat meri har lamha

Kar fateh, kar fateh

Har qadam kar fateh

Bole yeh mann mera

Kar fateh, kar fateh

Har qadam kar fateh

Mera sab hai tera

Sau baar janam loon, mar jaaun

Na fikr mujhe iss jaan ki

Jo watan ke liye dhadakta hai

Uss dil ke har armaan ki

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

Fateh, kar fateh

(Fateh, kar fateh)

(Fateh, kar fateh)

(Fateh, kar fateh)

(Fateh, kar fateh)

Lebih Daripada Arijit Singh/Haroon-Gavin

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka