In The Sung And Sand The Sea
In The Right And I’m Feeling Alright
And I’m Feeling Alright
Kyun Lamhe Kharaab Kare
Aa Galti Behisaab Karein
Do Pal ki jo Neend Udi
Aa Pure Saare Khaab Karein
Kya karne hai umron ke waade
Ye jo rehte hain rehne de aadhe
Do baar nahi ik baar sahi
Ik raat ki kar le tu yaari
Subah tak maan ke meri baat
Tu aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Dil Lena, Dil Dena zaroori nahi hai
In baaton ke sivah bhi batein kayi hai
Ek Lamhe se zyada ki khwahish nahi hai
Phir Chahe dobaara na milna kahin
Mere sapne nahi sidhe saadhe
Hai galatfehmiyaan toh mita de
Do baar nahi, ek baar sahi
Ek Raat ki karle tu yaari
Subah tak maan ke meri baat
Tu aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Ishq hai aaj bas, kal karna bhi nahi
Dil mein theherna toh hai par
Utarna bhi nahi
Mitna Bhi Hai Ishq tere ke liye
Puri Ummr tumpe marna bhi nahi
Kya karne hai umro ke vaade
Ye jo rehte hai rehne de aadhe
Do baar nahi, ek baar sahi
Ek Raat ki karle tu yaari
Subah tak maan ke meri baat
Tu aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
toot gaye
Ki ghungroo toot gaye