menu-iconlogo
logo

Beliya

logo
Lirik
Beliya ve haaniya ve

Tu sada de, hai tu kahan

Chaan aaya ikk zameen ye

Aur 9 ke 9 aasmaan

Akela main tere bina

Beliya beliya..

Main khoya khoya tere bina

Haaniya beliya.. (x-2)

Khusbuon ka naa pata hai na thikana

Saanson mein bharle

So rahi hun pattiyon par

Boond ban kar aankh mein bharle

Ankhon mein khwab hai tera

Aankhon mein tera chehra hai

Akela main tere bina

Beliya beliya..

Main khoya khoya tere bina

Haaniya beliya.. (x-2)

Sach batana..

Baahon mein jab tum uthate ho

Kaampte kyun ho?

Ishq ki ek bhaari bori ko

Utha kar main haamp jaata hun

Yeh hi toh hai adaa teri

Jis par fida hui hun main

Aaja aagosh mein..aaja

Akela main tere bina

Beliya beliya..

Main khoya khoya tere bina

Beliya beliya beliya (x-3)