Tere aane ki khushi mein dar-dar deep jagaungi
Tujhko rakhungi main yaad par khud ko bhool jaungi
Piya nahi aaye, mora jiya ghabraaye
Aaye ankhiyon se paani chham-chham
Ho, tere bina nikle hain dum-dum
Dekhiye ji, mar gaye hum-hum
Ab toh ji aao piya, aise na satao piya
Saansein hain seene mein kam-kam
Aaja ve, aaja, meri jaani
Aaja ve, mere kole aaja
Aaja ve, aaja ve, gal naal laaja ve
Ya mainu maut mila ja
Aaja ve, aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
Ho, tere bina nikle hain dum-dum
Dekhiye ji, mar gaye hum-hum
Ab toh ji aao piya, aise na satao piya
Saanseon hain seene mein kam-kam
O, teri gali aa ke maraange
Yaar assi, yaar assi eidaa hi karaange
Paagal aan, paagal ae enneh tere layi
Teri gali nachaange te pher marange
Loote hue ko yaar, loot nahi jaate
Gala mohabbat ka ghoont nahi jaate
Main tab tak naachungi, o mere jaani
Jab tak mere ghungroo toot nahi jaate
Seene mein aag sa, piya teri yaad ka
Damru baje hai dam-dam
Ho, tere bina nikle hain dum-dum (Dum-dum)
Dekhiye ji, mar gaye hum-hum (Hum-hum)
Ab toh ji aao piya, aise na satao piya
Saansein hain seene mein kam-kam (Kam-kam)
Chilam ka nasha hai nain do tohaare, nasha kar gaya
Chilam ka nasha hai nain do tohaare, nasha kar gaya
Mujhe tu teri aadat laga ke kahaan mar gaya
Nashe mein jaagun main, nashe mein soti hoon
Nashe mein hansti hoon, nashe mein roti hoon
Kaise nashe pe tu, laga gaya mujhko
Main jab bhi hoti hoon, nashe mein hoti hoon
O, nasha na chhudaaye, koi tose na milaaye
Koi nasha na bhulaaye mere gham-gham
Ho, tere bina nikle hain dum-dum
Dekhiye ji, mar gaye hum-hum
Ab toh ji aao piya, aise na satao piya
Saansein hain seene mein kam-kam
Ho, tere bina nikle hain dum-dum
Dekhiye ji, mar gaye hum-hum
Ab toh ji aao piya, aise na satao piya
Saansein hain seene mein kam-kam
Tere aane ki khushi mein dar-dar deep jagaungi