Na maaregi deewangi meri
Na maaregi aawargi meri
Ki maaregi zyada mujhe maut se
Narazagi teri
Kyun itna hua hai tu khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ki maaregi zyada mujhe maut se
Narazagi teri
Jaan 'nisaar hai jaan nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan nisaar hai, Ohoooho..
Duniya jamaane se
Rishte mitaye hai
Tujhse hi yaari hai hamari
Ek baar to aa..
Ho Maine nibhaya hai
Kar ke dikhaya hai
Le teri baari
Ek vaari tu bhi pyaar nibha
Tu bhi pyaar nibha
Oo Yaara..!!
Teri berukhi se hai badi
Umar intezaar ki meri
Ki maaregi zyada mujhe maut se
Narazagi teri
Kyun itna hua hai tu khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ki maaregi zyada mujhe maut se
Narazagi teri
Jaan 'nisaar hai jaan nisaar
Tere pyar pe mere yaar
Jaan 'nisaar hai jaan nisaar