menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Tera sath hai 143

Asmitahuatong
100020801920huatong
Lirik
Rakaman
Tera saath hai to mujhe kya kami hai

Andhero se bhi mil rahi roshani hai

Kuchh bhi nahin hai to koi gam nahin hai

Har ek bebasi ban gayi chaandani hai

Tuti hai kashti, tej hai dhaara

Kabhi na kabhi to milega kinaara

Bahi ja rahi ye samay ki nadi hai

Ise paar karane ki asha jagi hai

Har ik mushkil saral lag rahi hai

Mujhe jhopadi bhi mahal lag rahi hai

In ankhon men maana nami hi nami hai

Magar is nami par hi duniya thami hai

Mere saath tum muskura ke to dekho

Udaasi ka baadal hata ke to dekho

Kabhi hai ye ansu, kabhi ye hnsi hai

Mere hamasafr bas yahi jindagi hai

track by Asmita

thanks

Lebih Daripada Asmita

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka