Main wari jawan
Main wari jawan
Saathon ki hoya ve kasoor re
Main wari jawan
Main wari jawan
Dil to hoya majboor
Main wari jawan
Main wari jawan
Chhu liya tune
Lab se aankhon ko
Mannatein puri tumse hi
Wari jawan
Tu mile jahan
Mera jahan hai wahan
Raunke saari tumse hi
Hoo chhu liya tune
Lab se aankhon ko
Mannatein puri tumse hi
Tu mile jahan
Mera jahan hai wahan
Raunke saari tumse hi
Piya o re piyaa
Piya re piya re piya
Piya o re piyaa
Piya re piya re piya
In dooriyon ne
Nazdeekiyon se
Sauda koi kar liya
Ho oo oo
Chhup ke nigahon ne
Dil se ishq ka
Waada koi kar liya
Main wari jawan
Main wari jawan
Saathon ki ho ya ve kasoor re
Sau sau taaron se
Bhar ke ye daaman
Le chal mujhe kahin door
Piya o re piyaa
Piya re piya re piyaa
Piyaa re re piyaa
Koi kami si
Thi jeene mein
Jana yeh humne kahan
Aise mile ho
Jaise humpe
Ho meharban yeh khudaa
Ho main wari jawan
Main wari jawan
Saathon ki hoya ve kasoor re
Rab di marzi hai
Apna ye milna
Barsa hai hum pe uska noor
Piya o re piyaa
Piya re piya re piya
Piya o re piyaa
Piya re piya re piya