menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Intehaa ho gayi tribute to Bappi Lahiri

Bappi Lahiri/Dj Jaggihuatong
Aakibu200au200au200fu200fu200eSaifihuatong
Lirik
Rakaman
Lala OOO Lala Uuuu Lalala Lalalaa Lalala Hmmm

DJ JAGGI

Inteha ho gayi intezaar ki

Aayi na kuchh khabar mere yaar ki

Yeh hamein hai yakeen

Bewafaa woh nahin

Phir wajah kya hui intezaar ki

Inteha ho gayi intezaar ki

Aayi na kuchh khabar mere yaar ki

Yeh hamein hai yakeen bewafaa

Woh nahin phir wajah kya hui intezaar ki

Aakib Saifi

DJ JAGGI, Tribute to Bappi Lahiri

Hmm Baat jo hai uss mein baat

Woh yahaan kahin nahin kissi mein, haye

Woh hai meri bas hai

Meri shor hai yahi gali gali mein

Saath saath hai woh mere gham mein, haan

Meri har khushi mein

Zindagi mein woh nahin toh

Kuchh nahin hai meri zindagi mein

Bujh na jaaye yeh shama aitbaar ki

Inteha ho gayi intezaar ki, haan

Aayi na kuchh khabar mere yaar ki

Yeh hamein hai yakeen

Bewafaa woh nahin

Phir wajah kya hui, intezaar ki

DJ JAGGI

Lebih Daripada Bappi Lahiri/Dj Jaggi

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka