Hazaron main
Tu waadon main
Tu yaadon main
Tu meri baaton main
Puchna chahun bas tujhse
Btade tu sach tujhe yad hun main?
Hazaron mein
Unn taaron mein
Tu waadon main
Meri baaton main
Bas puchna chahun
Btade tu sach tujhe yad hu mein?
Kasame bas todu aur todun bharosa
Bharosa bhi mujhe kisipe nai ab hota
Ab kare bas man mai dun sabko dhokha
Aur dekho kya koi mere jitna rota?
Na worthy tu trust ke bole ye sheesha
Sahil ek waqt par tu mera bhi tha
Anderon mai roshni dhunde nikle
Andherin chubha phir aankhon mai teekha
Konsa granth ye konsi geeta?
Kon yahan ram aur kon yaha seeta?
Na waqt ye pehle jaisa hai
Yaha bas farak ki kon hai jeeta
Aankhon mai na hai guroor, bas pachtawa hai
Mai jee ke bhi na jeeya sab gawah hai
I Love your windy eyes but sab hawa hai
Kyu Hote na raabte kya rab wajah hai?
Hazaron main
Tu waadon main
Tu yaadon main
Tu meri baaton main
Puchna chahun bas tujhse
Btade tu sach tujhe yad hun main?
Hazaron mein
Unn taaron mein
Tu waadon main
Meri baaton main
Bas puchna chauun
Btade tu sach tujhe yad hu mein?
Khwaabo ke raste aksar dete hain dard
Na maru sochun karne poore hain farz
Maru to jaane mera naam har shaqs
Accha nikale unke mu se har lafaz
Anxiety se mind fucked up, Rhymes fucked up
Meri ye Sight fucked up, Kaisi ye night fucked sab?
Ego mai duba mai khodun sab rishte
Mujhe apne bas ab hain taaron mai dikhte
Itne vo dur ek khatt bhi nai likhte
Jaate jaate degaye bas zakhm vo dil pe
Kisi ka saath ni chaiye ab
Kisi ki yaad nai chaiye ab
Wapis ni dekhne aansu vo
Wapis mujhe vo raat ni chaiye ab
Tere upar kyu maine shabd likhe
Mujhe rab dikhe usse sab dikhe
Mujhse sab chuppaye rab
Par uske ye kehte lab dikhen
Ki hoga sab theek tu fikar na kar
Hazaron main
Tu waadon main
Tu yaadon main
Tu meri baaton main
Puchna chahun bas tujhse
Btade tu sach tujhe yad hun main?
Hazaron mein
Unn taaron mein
Tu waadon main
Meri baaton main
Bas puchna chauun
Btade tu sach tujhe yad hu mein?