menu-iconlogo
logo

Safar

logo
Lirik
Safar, kaisa hai yeh safar

Manzilon ki na hai koyi khabar

Safar, kaisa hai yeh safar

Manzilon ki na hai koyi khabar

Raaston se meri gehri yaari ho gayi

Jo farz se bhara tha basta

Woh bhi khaali ho gaya

Bura hai zamana

Tu chal dagar na kar agar-magar

Kaisa hai yeh safar

Manzilon ki na hai koyi khabar

Safar, kaisa hai yeh safar

Manzilon ho ki na hai koyi khabar

Safar..

Pairon ko baandhe bediyan

Batayein sau kahaaniyan

Tu roshini tu rang hai

Tu ud rahi patang hai

Bana hai tu dha de ghazab

Aazmana hai ab is zamane ka har paitra

Ghuzar aisi raah se ghuzar

Jee uthe har ghadi har pehar

Safar, kaisa hai yeh safar

Manzilon ki na hai koyi khabar

Safar, kaisa hai yeh safar

Manzilon ki na hai koyi khabar

Safarrrrr ...

Safar oleh Bhuvan Bam - Lirik dan Liputan