menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Chura Liya Remix x Dj Jaggi

Dj Jaggihuatong
TeamAakibSaifihuatong
Lirik
Rakaman
Kãraokè Uplôáded by Aãkïb Saîfî

Chura liya hai tumne jo dil ko..

Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindagani..

Kahin badal na jana sanam..

Hoo Le liya dil,ha hai mera dil

Hai dil le kar mujhko na behlana..

Chura liya hai tumne jo dil ko..

Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindagani..

Kahin badal na jana sanam..

• Aakib Saifi •

Bahaar ban ke aaoon

kabhi tumhari duniya mein..

guzar na jayen ye din

kahin isi tamanna mein..

Bahaar ban ke aaoon

kabhi tumhari duniya mein..

guzar na jayen ye din

kahin isi tamanna mein..

Tum mere ho ..ho tum mere ho

Aaj tum itna wada karte jana..

Chura liya......

Chura liya hai tumne jo dil ko..

Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindagani..

Kahin badal na jana sanam..

• Aakib Saifi •

Sajaoonga lutkar bhi

Tere badan ki daali ko..

Lahoo jigar ka doonga

Hasin labon ki laali ko..

Sajaoonga lutkar bhi

Tere badan ki daali ko..

Lahoo jigar ka doonga

Hasin labon ki laali ko..

Hai wafaa kya iss jahan ko

Ek din dikhla doonga mein deewana..

Chura liya...

Chura liya hai tumne jo dil ko..

Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindagani..

Kahin badal na jana sanam..

• Aakib Saifi •

Lebih Daripada Dj Jaggi

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka

Chura Liya Remix x Dj Jaggi oleh Dj Jaggi - Lirik dan Liputan