menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Yesu Ne Kaha

Ernest Mallhuatong
rbwhitinghuatong
Lirik
Rakaman
Yesu ne ye kaha hai, "Main hu zindagi ki roti"

Aaye jo paas mere, bhookha na wo rahega

Laaye imaan jo bhi pyasa na wo rahega

Yesu ne ye kaha hai, "Main hu zindagi ki roti"

Paani ko raakh par tum mehnat karo na logo

Apni hayaat tumko main hi ata karunga

Laaye imaan jo bhi pyasa na wo rahega

Yesu ne ye kaha hai, "Main hu zindagi ki roti"

Jo baap ne diya hai, mera hi wo rahega

Jo baap ne diya hai, mera hi wo rahega

Aaye jo paas mere, usse zindagi main dunga

Laaye imaan jo bhi pyasa na wo rahega

Yesu ne ye kaha hai, "Main hu zindagi ki roti"

Kuch kho na du jahaan mein, jo baap ne diya hai

Main har kadam pe uske poori raza karunga

Laaye imaan jo bhi pyasa na wo rahega

Yesu ne ye kaha hai, "Main hu zindagi ki roti"

Yesu ne ye kaha hai, "Main hu zindagi ki roti"

Yesu ne ye kaha hai, "Main hu zindagi ki roti"

Lebih Daripada Ernest Mall

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka