Arre na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungiKabhi kisise
Tauba re balam tauba tauba
Arre wah wah wah Aisa kaisa hoga
Tauba kaiko karta Tauba kaiko karta
Pyar se darta
Aisa re sanam kaisa hoga
Darde jigar se main weak hun
Bahut karo aisa na julam
Are ho jayenga fail abhi heart
Hamara tere sar ki kasam
Darde jigarrrr se main weak hun
Bahut karo aaisa na julam
Arre ho jayenga fail abhi heart
Hamara tere sar ki kasam
Chhi chhi chhi karo na aisi baat
Dekho dekho dekho Chhodo ji mera hath
Chhi chhi chhi karo na aisi baat
Dekho dekho dekho Chhodo ji mera hath
heh heh Arre wah wah wah Aisa kaisa hoga
Tauba kay ko karta Tauba kay ko karta
Pyar se darta Aisa re sanam kaisa hoga
Arre na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungi
Kabhi kisise tauba re
Balam tauba tauba
Tu jo kahe dharati me kuwa
Khod dalun du yeh duniya ujad
arre Tu jo kahe chadh jau lambe lambe
Ped unche unche ye pahad
Tu jo kahe dharati me kuwa
Khod dalu dun yeh duniya ujad
Tu jo kahe chadh jau lambe lambe
Ped unche unche ye pahad haa
Rich ka tu ankal bandar Ka tu baap
Thoko nahi bandal Rahoji chup chup
mara baap
Rich ka tu ankal bandar Ka tu baap
arre Thoko nahi bandal Rahoji chup chap
Arre wah wah wah Aisa kaisa hoga
Tauba kaiko karta Tauba kaiko karta
Pyar se darta
Aisa re sanam kaisa hoga
Arre na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungi
Kabhi kisise tauba re
Balam tauba tauba
Sach kaho ratko akele me
Dhadakata toh hoga tera dil
Kehta toh hoga mann
Karu do do batiya kisise hilmil
Sach kaho ratko akele mein
Dhadakata toh hoga tera dil
Kehta toh hoga mann
Karun do do batiya kisise hilmil
Hun main koyi rogi ajab teri baat
Soti hu maze se main sari sari raat
em ke?
Hun main koyi rogi ajab teri bat
Soti hun maze se main sari sari raat
Arre wah wah wah aisa kaisa hoga
Tauba kaiko karta Tauba kaiko karta
Pyar se darta
Aisa re sanam kaisa hoga
Arre na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungi
Kabhi kisise tauba re
Balam tauba tauba
Arre wah wah wah aisa kaisa hoga
Arre na na na na tauba tauba
Arre wah wah wah
arre na na na na
Arre wah wah
arre na na