Azmalay, ya saza day, day panahen, ya mita day
Azmalay, ya saza day, day panahen, ya mita day
Teri yaaden q rulayen, q jagaye, soo na paye
Hun musafir tera, tu hi manzil meri
Kya hi hay ye jahan, bin tere meri jaan
Aaj bhi mein yahan, muntazir hun tera
Kar k ehd-e-waafa, q howa bewafa
Har ghari, har pehr mujhy, dekh tera hi intezar hai
Meri adaton or eibadaton main asar tera beshumar hai
Meri guftugu, meri aarzo main zikr tera hi toh aam hai
Jo na hosaka is jahan mera wo jahan tere hi toh naam hai
Azmalay, ya saza day, day panahen, ya mita day
Kya hoyi hai khata
Aey khuda ye bta
Q hai mujhse khafa
Ya mera imtehan
Naa main qabil tere
Naa hi humraah tera
Kuch nhi darmiyan
Khaali sa ek makaan
Kya khabar phir se milay
Hath tham kr mujhse tu kahy
Ye jahan bhi mera mann bhi
Mene duniya tujhpe hi waar di
Hai khuda yahan mera khud gawah
Ho ye faisla ya koi gumaan
Mene dil se dil ko smjha diya
Mene dil se tujhko bhula diyaa
Azmalay, ya saza day, day panahen, ya mita day