------------------------
------------------------
[M] Main Parwaana
Tera Naam Batana
Te Pyar Mein Jalna Jalana
Yun Nazrein Uthana
Yun Nazrein Girana
Tu Shamma Main Hoon Mastana
Dil Pe Vaar Vaar Aisa Kiya
Har Baar Paar Yaar Kar Diya
Jadi Hui Hai Garari Adi Huyi Hai
Main Fauji Aaj Dipsi Ho Gaya... Haa
Ankh Main Marunga Deewana
Pakka Ji Mera Nishana
Lakh Tu Bachna Bachana
Ankh Main Marunga Deewana
Main Parwaana
Tera Naam Batana
Te Pyar Mein Jalna Jalana
---------------------------------
---------------------------------
[M] Ho Tere Aas Pass Aas Pass Rehna
Maar Saar De Na Tere Naina
Ke Baat Waat Meri Ban Jaye
Ho Scene Ween Heart Wala
MmMmMm MmMm Miya.. Ankh Main Marunga Deewana
Pakka Ji Mera Nishana
Lakh Tu Bachna Bachana
Ankh Main Marunga Deewana
Main Parwaana
Tera Naam Batana
Te Pyar Mein Jalna Jalana
----------------------------------
----------------------------------
[F] Na Tujhpe Faith Aitwar Mujhe Hai Na
Straight Khule Aam Hai Ye Kehna
Ke Wing Swing Yahan Na Ho Paye
Na Scene Heart Beat Wala
MmMmMm MmMm Miya.. Ja Ve Ja Romeo Deewana
Kachcha Hai Tera Nishana [Ho Teri Ki.. ]
Lakh Tu Try Maar Jaana
Kuch Nahi Hona Hawana
Ho Main Mar Jaana
Ha Main Mar Jaana
Nai Pyaar Mein Tere Pad Jaana
Ha.. Baatein Bachkana
Zara Hosh Mein Aana
Nahi Tujhse Hai Patna Patana
Nahin Baar Baar Baar Mujhe Rona
Nahin Toy Mera Dil Na Khilauna
Jadi Hui Hai Garari Adi Hui Hai
Tu Fauji Aaj Dipsi Ho Gaya
Ja Ve Ja Romeo Deewana
Kachcha Hai Tera Nishana [Ho Teri Ki.. ]
Lakh Tu Try Maar Jaana
Kuch Nahin Hona Hawana
[[F] Hatt Peeche Jaane De
Cool Breeze Aane De
[M] Hey Come Closer Blush Na Kar
Hota Jo Ho Jaane De
[F] Hatt Pada
[M] Kyun Bhala
[F] Go Away
[M] Yeh Khada
[F] Tujhe Chadh Gayi Hai
[M] To Kya
[F] Chup
[M] Ab To Maan Jaa
[F] Jaana Yeh Yaara Maine Jaana
Bada Hi Pakka Nishana
[M] Pehle Hi Bola Parwana
Bang On Mera Nishana]
---------------------------------------
Thank you...