menu-iconlogo
logo

Afsaana

logo
Lirik
Raaste Khatam Hone Waale hai

Tum Kahan pe ho?

Faasle kam ho hi rahe the par

Kahan gaye tum kho?

Tu hai eid ka chaand jaisa

Deed kaha mera

Sab bech ke dheere dheere

Aajaaunga main peeche peeche

Batana Kahan hai aana

Bahana na deke jaana

Mashoor hai charche apne

Tera Mera Afsaana

Kahani teri meri

Humko na kisi hai zarurat

Tu hi meri

Pehli aakhri mohabbat

Jab bhi dekhu main tujhko bas

Tu rahe rab se meri dua ab

Na yeh tujhko hai pata

Na mujhko hai khabar

Kal na jaane kya hoga

Kare bas aaj ki fikar

Teri meri baat hai anokhi

Na samajh payega koi aur

Tu rahe main rahu

Aur koi nahi

Khichta rahu main teri or

Khauf hai iss baat ka

Na rahe yeh rishta bepanaah

Din raat jaagke likhe

Likhe hum tum

Tera Mera Afsaana

Harr lamhe mein dua hai maangi

Harr dua mein tu

Bas kar tu ab meri o Jaana

Banjaa mera tu Afsaana

Harr lamhe mein dua hai maangi

Harr dua mein tu

Bas kar tu ab meri o Jaana

Banjaa mera tu Afsaana

Harr lamhe mein dua hai maangi

Harr dua mein tu

Bas kar tu ab meri o Jaana

Banjaa mera tu Afsaana

Harr lamhe mein dua hai maangi

Harr dua mein tu

Bas kar tu ab meri o Jaana

Banjaa mera tu Afsaana

Afsaana oleh i-Yush/Jerry Thomas/Viggi - Lirik dan Liputan