Ka karoon sajni
Aaye na balam
Ka karoon sajni aaye na balam
Khoj rahi hain piya pardesi ankhiyan
Khoj rahi hain piya pardesi ankhiyan
Aaye na balam
Ka karoon sajni aaye na balam
Jab bhi koi aahat hoye
Manva mora bhaage
Dekho kahin toote nahi
Prem ke yeh dhaage
Hai matwari preet hamari
Chhupe na chhupaye
Chhupe na chhupaaye
Sawan ho tum main hoon tori badariya
Aaye na balam
Ka karoon sajni aaye na balam
Ooo, Bhor bhai aur sanjh dhali re,
Samay ne li angdayi
Yeh jag sara neend se hara,
Mohe neend na aayi
Main ghabraoon, dar dar jaaoon
Aayein woh na aayein,
Aayein woh na aayein
Radha bulaaye kahan khoye ho kanhaiya
Aaye na balam
Ka karoon sajni aaye na balam