menu-iconlogo
logo

Raindrops Nostalgia

logo
Lirik
Rakhu mai chah ek tumse ki ho jaye baate tumse

Jano dil ka haal ye chahe saanse tham le jao ki

Jana tha keh ke jana ki

Aaoge tum kab tak

Asal me dil ne kamaya karta hai jab tak

Dikhe na tu pal bhar dil ki hai baat ek aur

Zindagi na karte agar tu hona yahaan

Wait to saans bhi le kaise hum

Ab baat na hoti roz jab hoti thi tab dost hum

Kehti thi na kuch

Bas taalti rehti dosh ki main karta rehta poore

Poore din kaam baja karta tha main

Tere liye aur

Aaj bana liya hai ghar jab maine to naah tum paas aur

Reh gaya hai ghar wo pyaar ka bas mukaam

Yaad hai aadhi raat mein

Baatein aankhein bahar kahin mera dil bhi

Dhadka toot ke tere mann se hatta bojh ek

Hai bhi toh kis shauk mein

Yeh aaj faisala shaunk se jee rakha tere

Paanv pe chal di usko raund ke

Ghanton baaton wali kahaniyan bhi karti thi maujo

Se jaise kurbani a singh nishaan tere dil pe mere

Jaise daag

Chaand pe bhi le ye mix saari nishaniyan hi galti ye

Saath the ab bhi mere saath hi nahi hai

Jo saath hai woh kaafi wohi hai tu thi tha jispe

Mujhe aitbaar poora haan tujhme bhi woh pehle

Waali baat hi nahi hai yun toh

Baantti rahi hai gum zindagi zamane se

Dil toota yaari badi sahar ke maikhaano

Se hua asar aisa teri bewafayi ka sab lagte hai

Mujhe chandan ke maymano se kahi

Ud chalu mai panchiyo se sang tere rang tere

Nahin to range hai rang mere dhang mere aise hai

Na hai hosh na khabar ab

To kehne lagi duniya mein sarfire

Raindrops Nostalgia oleh Kahanikaar/Tushar Tyagi/Robyn/Rajat Tyagi - Lirik dan Liputan