Rab ki qawali hai ishq koi
Dil ki diwali hai ishq koi
Mehki si pyali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Girta sa jharna hai ishq koi
Uthta sa kalma hai ishq koi
Saanson mein lipta hai ishq koi
Aankhon mein dikhta hai ishq
Mere dil ko khuda se juda kar de
Yun bas tu mujhko fanaa kar de
Mera hal tu meri chal tu
Bas karde aashiqana
Tere waaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Tere waaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Rab ki qawali hai ishq koi
Dil ki diwali hai ishq koi
Mehki si pyali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Sochu tujhe toh hai subaha...
Sochu tujhe toh shaam hai...
Ho o manzilon pe ab toh meri...
Ek hi tera naam hai...
Tere aag me hi jalke
Koyle se heera banke
Khwaabon se aagey chalte
Hain tujhe batana
Tere waaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Tere waaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Saath saath chalte chalte
Haath choot jayenge
Aisi raahon mein milo naa...
Baatein baatein karte karte
Raat kat jaayenge
Aisi raton mein milo naa...
Kya hum hain, kya rab hai
Jahan tu hai wahin sab hai
Tere lab mile mere lab khile
Ab dur kya hai jaana
Tere waaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Tere waaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Rab ki qawali hai ishq koi
Dil ki diwali hai ishq koi
Mehki si pyali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Mere dil ko tu jaan se juda kar de
Yun bas tu mujhko fanaa kar de
Mera hal tu, meri chal tu
Bas kar aashiqana
Tere waaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Tere waaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana