menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Aapki Dushmani Kabool

Kumar Sanuhuatong
mrjkbjhuatong
Lirik
Rakaman
Aap ki dushmani kabool mujhe

Aap ki dushmani kabool mujhe

Aap ki dosti se darta hoon

Aap ki dushmani kabool mujhe

Aap ki dushmani kabool mujhe

Aap ki dosti se darta hoon

Aap jaise bhi hai sanam mere

Aap jaise bhi hai sanam mere

Main to bas aap hi pe marta hoon

Aap ki dushmani kabool mujhe

Aap ki dosti se darta hoon

Chaha kisko ye kisko pyar kiya

Maine bhi kispe etbar kiya

Chaha kisko ye kisko pyar kiya

Maine bhi kispe etbar kiya

Wada jinka tha jan dene ka

Ab irada hai jaan lene ka

Kitna majbur hoon mai is dil se

Kitna majbur hoon mai is dil se

Bewafa se wafa mai karta hoon

Aap jaise bhi hai sanam mere

Aap jaise bhi hai sanam mere

Main to bas aap hi pe marta hu

Aapki dushmani kabool mujhe

Aapki dosti se darta hu

Kya kahu beraham ke bedardi

Aisi ummid aapse na thi

Kya kahu beraham ke bedardi

Aisi ummid aapse na thi

Aapne kar diya mujhe rushwa

Meri hasrat to janta hai khuda

Mujhko nakam mohabbat ki kasam

Mujhko nakam mohabbat ki kasam

Har ghadi sirf aah bharta hu

Aap jaise bhi hai sanam mere

Main to bas aap hi pe marta hu

Aap ki dushmani kabool mujhe

Aap ki dushmani kabool mujhe

Aapki dosti se ....

Lebih Daripada Kumar Sanu

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka