menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Mera Chand Mujhe

Kumar Sanu( Kumar Sanu)huatong
bignam1huatong
Lirik
Rakaman
Mera chand mujhe aaya hai nazar

Mera chand mujhe aaya hai nazar

Aye raat zara tham tham ke gujar

Aye raat zara tham tham ke gujar

Chhaya hai nasha meri aankho par

Chhaya hai nasha meri aankho par

Aye raat zara tham tham ke gujar

Aye raat zara tham tham ke gujar

Mera chand mujhe aaya hai nazar

Mere dil mein hai arma kai kai

Meri chahat hai abhi nayi nayi

Mere dil mein hai arma kai kai

Meri chahat hai abhi nayi nayi

Reh jaye na pyasa pyar mera

Meri baahon mein bhar de yaar mera

Itana sa karam tu kar mujh par

Itana sa karam tu kar mujh par

Aye raat zara tham tham ke gujar

Aye raat zara tham tham ke gujar

Mera chand mujhe aaya hai nazar

Abhi labo ko labo ne chhua nahi

Arma koi pura hua nahi

Abhi labo ko labo ne chhua nahi

Arma koi pura hua nahi

Abhi aash ka gulshan khilana hai

Abhi do jismo ko milna hai

Dekhuga abhi main wo manjar

Dekhuga abhi main wo manjar

Aye raat zara tham tham ke gujar

Aye raat zara tham tham ke gujar

Mera chand mujhe aaya hai nazar

Mera chand mujhe aaya hai nazar

Aye raat zara tham tham ke gujar

Aye raat zara tham tham ke gujar

Mera chand mujhe aaya hai nazar

Aaya hai nazar aaya hai nazar

Lebih Daripada Kumar Sanu( Kumar Sanu)

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka