Mujhe kuch kahna hai
Mujhe bhi kuch kahna hai
Mujhe kuch kahna hai
Mujhe bhi kuch kahna hai
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Tum
Tum
Tum
Tum
Tum
dekho jis tarah lucknow
Ke nawabon ki gaadi
Pehle aap
Pehle aap
Pehle aap
Pehle aap
Karte nikal gayi thi
Us tarah hamaari tarah
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum mein yeh
Masti bhari rut na chali jaaye.
Achcha main kehti hoon
Hmm.. aksar koi ladki is haal mein
Kisi ladke se solahvein saal mein
Jo kehti hai woh mujhe kehna hai
Aksar koi ladka is haal mein
Kisi ladki se solahvein saal mein
Jo kehta hai woh mujhe kehna hai
Aksar koi ladki
Haan aksar koi ladka
Haan haan aksar koi ladki is haal mein
Na aankhon mein neend
Na dil mein karaar
Yehi intezar, yehi intezar
Tere bina kuch bhi acha nahi lagta
Sab jhootha lagta hai
Sachcha nahi lagta
Na ghar mein lage dil
Na baahar kahin par
Baithi hoon kahin par
Khoyi hoon kahin par
Arre kuch na kahoon
Chup rahoon
Main nahi nahi nahi nahi nahi nahi par
Ab mushkil chup rehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe bhi kuch kehna hai
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Mujhe raat din nahi aur kaam
Kabhi teri yaad, kabhi tera naam
Sab rang duniya ke feeke lagte hain
Ek tere bol bas meethe lagte hain
Likhe hain bas tere sazde is zameen par
Zinda hoon main teri
Bas haan par
Nahi par
Arre kuch na kahoon
Chup rahoon
Main nahi nahi nahi nahi nahi nahi par
Ab mushkil chup rehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe bhi kuch kehna hai
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Pehle tum
Tum
Tum
Tum
Tum
Mile hamko phool fiza se mile
Wahaan ja base
Wahaan ja rahe
Tujhe milne mein jahaan dar na ho koi
Piya ke siwaaye dooja ghar na ho koi
Kya aisi jagah hai koi is zameen par
Rehne de baat ko yahaan par
Yahin par
Arre kuch na kahoon
Chup rahoon
Main nahi nahi nahi nahi nahi nahi par
Ab mushkil chup rehna hai
Hmm.. aksar koi ladki is haal mein
Kisi ladke se solahvein saal mein
Jo kehti
Jo kehta hai
Woh mujhe kehna hai
Aksar koi ladki
Ho.. aksar koi ladka
Ho.. aksar koi ladki
Is haal mein