Male-Itna na mujhse tu pyar badha
Ki main ik baadal aawara
Kaise kisi ka sahara banoon
Ki main khudh beghar bechara
Female-Isliye tujhse main pyar karoon
Ki tu ik baadal aawara
Janam janam se hoon saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Male-Itna na mujhse tu pyar badha
Ki main ik baadal aawara
Female-Janam janam se hoon saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Male-Mujhe ek jagah aaraam nahi
Ruk jana mera kaam nahi
Mujhe ek jagah aaraam nahi
Ruk jana mera kaam nahi
Mera saath kahan tak dogi tum
Main des vides ka banjara
Itna na mujhse tu pyar badha
Ki main ik baadal aawara
Kaise kisi ka sahara banoon
Ki main khudh beghar bechara
Female-Isliye tujhse main pyar karoon
Ki tu ik baadal aawara
Janam janam se hoon saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Oo neel gagan ke deewane
Tu pyar na mera pehchane
Oo neel gagan ke deewane
Tu pyar na mera pehchane
Main tab tak saath chaloon tere
Jab tak na kahe tu main haara
Isliye tujhse main pyar karoon
Ki tu ik baadal aawara
Janam janam se hoon saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Male-Itna na mujhse tu pyar badha
Ki main ik baadal aawara
Kaise kisi ka sahara banoon
Ki main khudh beghar bechara
Kyun pyar main tu naadaan bane
Ik pagal ka armaan bane
Kyun pyar main tu naadaan bane
Ik pagal ka armaan bane
Female-Ab laut ke jaana mushkil hai
Maine Chhod diya hai jag saara
Isliye tujhse main pyar karoon
Ki tu ik baadal aawara
Janam janam se hoon saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Male-Itna na mujhse tu pyar badha
Ki main ik baadal aawara
Female-Janam janam se hoon saath tere
Hai naam mera jal ki dhara