Hai preet jahan ki reet sada
Hai preet jahan ki reet sada
Main geet waha ke gaata hun
Bharat ka rehne wala hun
Bharat ki baat sunata hun
Hai preet jahan ki reet sada
Kaale gore ka bhed nahi
Har dil se humara nata hai
Kuchh aur na aata ho hum ko
Hume pyaar nibhana aata hai
Jise maan chuki saari duniya
O Jise maan chuki saari duniya
Main baat , main baat wahi doharata hun
Bharat ka rehne wala hun
Bharat ki baat sunata hun
Hai preet jahan ki reet sada..