menu-iconlogo
huatong
huatong
mir-hasan-mir-ali-as-sher-e-khuda-cover-image

Ali (A.S) Sher e Khuda

Mir Hasan Mirhuatong
raquelita_revelhuatong
Lirik
Rakaman
Haider, Haider

Haider, Haider

Ali, Ali, Ali, Ali

Ali, Ali, Haq, Ali, Ali

Haider, Haider

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Tera darbar duniya mein muqaddar saaz hai, Maula (muqaddar saaz hai, Maula)

Jise parwaz tu de de wohi Shahbaz hai, Maula (wohi Shahbaz hai, Maula)

Pas-e-parda Muhammad se sar-e-Meraj jo bola (sar-e-Meraj jo bola)

Humein lehje se lagta hai teri awaaz hai, Maula

Safeer-e-Kibriya (Haider, Haider)

Muhammad ki dua (Haider, Haider)

Guroor-e-Kibriya (Haider, Haider)

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Dil ser hai gadaye Janab-e-Ameer ka

Dil ser hai gadaye Janab-e-Ameer ka

Khali kabhi raha nahi kaasa faqeer ka

Matlab yeh hi hai haath ki har ek lakeer ka

Daman na chhoot paye Janab-e-Ameer ka

Ameer-e-dosara (Haider, Haider)

Muhammad ki dua (Haider, Haider)

Guroor-e-Kibriya (Haider, Haider)

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Tere aane pe khilti hai jidar-e Khana-e-Kaaba (jidar-e Khana-e-Kaaba)

Ba-qadr sarf kehte hain tere aarif hain jo, Maula (tere aarif hain jo Maula)

Namaz-e-panjgana ka maza apni jagah lekin (maza apni jagah lekin)

Humein tasbeeh hi lagta hai Ali ke naam ka nara

Kaho mil kar zara (Haider, Haider)

Wasi-e-Mustafa (Haider, Haider)

Guroor-e-Kibriya (Haider, Haider)

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Khosha zameen moalla, zahe fiza-e-Najaf

Khosha zameen moalla, zahe fiza-e-Najaf

Riyaz-e-Khuld bhi hai shaiq hawa-e-Najaf

Haan, mareez ke liye akseer hai yeh do nuskhe

Ghubar-e-Marqad-e-Shabbir aur hawa-e-Najaf

Daleel-e-Karbala (Haider, Haider)

Muhammad ki dua (Haider, Haider)

Guroor-e-Kibriya (Haider, Haider)

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Teri marzi se chalta hai nizam-e-dojahan, Maula (nizam-e-dojahan, Maula)

Tere kun ka natija hai zameen o aasmaan, Maula (zameen o aasmaan, Maula)

Teri zoja ke sadqe mein sabhi ko rizq milta hai (sabhi ko rizq milta hai)

Tere sadqe malangon ki lagi hai rotiyan, Maula

Faqeeron ki sada (Haider, Haider)

Wasi-e-Mustafa (Haider, Haider)

Guroor-e-Kibriya (Haider, Haider)

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Patthar pe alam deen ka gada kisne?

Lalkar ke Marhab ko pachhada kisne?

Lalkar ke Marhab ko pachhada kisne?

Ashaab-e-Payambar to sabhi the maujood

Bolo bolo Dar-e-Khaybar ko ukhada kisne

Shah-e-Khaybar kusha (Haider, Haider)

Muhammad ki dua (Haider, Haider)

Guroor-e-Kibriya (Haider, Haider)

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Abu Talib, Abu Talib, Abu Talib, Abu Talib

Sab par the ehsaan Ali ke baba ka

Deen-e-Nabi hai daan Ali ke baba ka

Haan, isko banane wala takallum Shia tha

Nikle yahan se jo hain dushman Shiyon ka

Hai yeh Pakistan Ali ke baba ka

Hai yeh Pakistan Ali ke baba ka

Watan ka asra (Haider, Haider)

Muhammad ki dua (Haider, Haider)

Guroor-e-Kibriya (Haider, Haider)

Qalandar, Lal, Lal, Lal, Murshid Lal

Qalandar, Lal, Lal, Lal, Murshid Lal

Sehwan wala pir sada rehta mere dil ke andar, dil ke andar (Qalandar)

Jhoole jhoole Lal, dam mast Qalandar

Sehwan ke sarkar, dam mast Qalandar

Waliyon ka sardar Qalandar (sardar Qalandar)

Karde baira paar, Qalandar, haan (paar, Qalandar)

Sab di khali jholiyan bharde, Haider ka yeh naukar

Qalandar ki sada (Haider, Haider)

Muhammad ki dua (Haider, Haider)

Guroor-e-Kibriya (Haider, Haider)

Ali Sher-e-Khuda, Haider, Haider

Guroor-e-Kibriya, Haider, Haider

Wasi-e-Mustafa, Haider, Haider

Qalandar, Lal, Lal, Lal, Murshid Lal

Qalandar, Lal, Lal, Lal, Murshid Lal

Sehwan wala pir sada rehta mere dil ke andar, dil ke andar (Qalandar)

Lebih Daripada Mir Hasan Mir

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka