Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Mohammad ke dar pe
Chala jaa sawaali
Mohammad ke dar pe
Chala jaa sawali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Hai us dar ka mohataj
Sara zamana
Hai us dar ka mohataj
Sara zamana
Hai us dar pe dono
Jahan ka khazana
Hai us dar pe dono
Jahan ka khazana
Wahan din o duniya ki
Daulat milegi
Rasool e khuda ki
Badaulat milegi
Wahan tera daman
Rahega na khaali
Wahan tera daman
Rahega na khaali
Mohammad ke dar pe
Chala ja sawaali
Mohammad ke dar pe
Chala ja sawaali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Nabi shafa e hashr
Mehboob e rab hai
Nabi shafa e hashr
Mehboob e rab hai
Farishte malayak
Wahan ba adab hai
Farishte malayak
Wahan ba adab hai
Huzoor e mukarram ne meraaj paai
Khuda bhi hai unka
Unhi ki khudaai
Na paai kisine
Ye shaan e jamaali
Na paai kisine
Ye shaan e jamaali
Mohammad ke dar pe
Chala ja sawaali
Mohammad ke dar pe
Chala ja sawaali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Ziyarat ho mujhko
Usi paak dar ki
Ziyarat ho mujhko
Usi paak dar ki
Tamanna hai mil jaye
Bas khaak dar ki
Tamanna hai mil jaye
Bas khaak dar ki
Raza dekh loon main jo
Chaokhat nabi ki
Wahi shaam ho jaye
Ye zindagi ki
Nazar aaye wo
Sabz gummbad wo jaali
Nazar aaye wo
Sabz gummbad wo jaali
Mohammad ke dar pe
Chala ja sawaali
Mohammad ke dar pe
Chala ja sawaali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali
Ye duniya tujhe
Kuch nahi dene waali