uhuuu...
ooooo.....
uhuuuu...
haaa.....
Yamma yamma yamma yamma,
yeh khubsurat sama
Yamma yamma yamma yamma,
yeh khubsurat sama
Bas aaj kee rat hai zindagee,
kal ham kahan tum kaha
Bas aaj kee rat hai zindagee,
kal ham kahan tum kaha....
Yamma yamma yamma yamma,
yeh khubsurat sama
Yamma yamma yamma yamma,
yeh khubsurat sama
Bas aaj kee rat hai zindagee,
kal ham kahan tum kaha
Bas aaj kee rat hai zindagee,
kal ham kahan tum kaha....
Kab kya ho jaye kisko khabar
Aa nachle jhumkar..haa.
Kab kya ho jaye kisko khaber,
aa nachle jhumkarrrrr
Yeh Zindagee ek lamba safar,
pal bhar ke sab ham safar..
arey,Ek rat ke mehman sab yahan,
kal ham kahan tum kaha
Ek rat ke mehman sab yahan,
kal ham kahan tum kaha
Yamma yamma yamma yamma,
yeh khubsurat sama
Bas aaj kee rat hai zindagee,
kal ham kahan tum kaha
Haste huwe aisee shan.se,
divane jal jayenge..HE..
arey, Haste huwe aisee shan.se,
divane jal jayenge..
Arey jalatee shama se milke gale,
parwane jal jayenge
Reh jayga yadoOn kaa dhuwaa,
kal ham kaha tum kaha
Reh jayga yadoOn kaa dhuwaa,
kal ham kaha tum kaha
Yamma yamma yamma yamma,
yeh khubsurat sama
Bas aaj kee rat hai zindagee,
kal ham kahan tum kaha
Bas aaj kee rat hai zindagee,
kal ham kahan tum kaha